Surah Surah Yusuf (12)
Ayah 24
Aur Beshak Aurat Ne Uska Iraadah Kiya Aur Woh Bhi Aurat Ka Iraadah Karta Agar Apne Rab Ki Daleel Na Dekh Leta Humne Yoo'n Hi Kiya Ke Usse Buraayi Aur Be Hayaayi Ko Pher De'n Beshak Woh Humaare Chune Huwe Bando'n Me'n Hai.