Surah Surah Yusuf (12)
Ayah 67
Aur Kaha Aye Mere Beto Ek Darwaaze Se Na Daakhil Hona Aur Juda Juda Darwaazo'n Se Jaana Aur Mai'n Tumhe'n Allah Se Bacha Nahee'n Sakta Hukm To Sab Allah Hi Ka Hai Mai'n Ne Usi Par Bharosa Kiya Aur Bharosa Karne Waalo'n Ko Usi Par Bharosa Chaahiye.