Surah Baqarah (2)
Ayah 128
Aye Rab Hamaare Aur Kar Hame'n Tere Huzoor Gardan Rakhne Waale Aur Hamaari Aulaad Me'n Se Ek Ummat Teri Farmaa'n Bardaar Aur Hame'n Hamaari Ibaadat Ke Qaa'ide Bata Aur Ham Par Apni Rehmat Ke Saath Ruju Farma Beshak Tu Hi Hai Bahot Tauba Qabool Karne Waala Maherbaan.