Surah Surah Taaha (20)
Ayah 131
Aur Aye Sunne Waale Apni Aa'nkhe'n Na Phaila Uski Taraf Jo Humne Kaafiro'n Ke Jodo'n Ko Baratne Keliye Di Hai Jeeti Duniya Ki Taazgi Ke Hum Unhe'n Uske Sabab Fitna Me'n Daale'n Aur Tere Rab Ka Rizq Sabse Achcha Aur Sabse Derpa Hai.