Surah Surah Taaha (20)
Ayah 86
To Moosa Apni Qaum Ki Taraf Palta Gusse Me'n Bhara Afsos Karta Kaha Aye Meri Qaum Kya Tumse Tumhaare Rab Ne Achcha Wa'dah Na Kiya Tha Kya Tum Par Muddat Lambi Guzri Ya Tumne Chaaha Ke Tum Par Tumhaare Rab Ka Gazab Utre To Tumne Mera Wa'dah Khilaaf Kiya.