Surah Aale Imraan (3)
Ayah 161
Aur Kisi Nabi Par Yeh Gumaan Nahee'n Ho Sakta Ke Woh Kuchh Chhupa Rakhe Aur Jo Chhupa Rakhe Woh Qayaamat Ke Din Apni Chhupaayi Cheez Lekar Aayega Phir Har Jaan Ko Unki Kamaayi Bharpoor Di Jaayegi Aur Unpar Zulm Na Hoga.