Surah Aale Imraan (3)
Ayah 77
Woh Jo Allaah Ke Ahed Aur Apni Qasamo'n Ke Badle Zaleel Daam Lete Hai'n Aakherat Me'n Unka Kuchh Hissa Nahee'n Aur Allaah Na Unse Baat Kare Na Unki Taraf Nazar Farmaaye Qayaamat Ke Din Aur Na Unhe'n Paak Kare Aur Unke Liye Dardnaak Azaab Hai.