Surah Surah Ahzaab (33)
Ayah 6
Yeh Nabi Musalmaano'n Ka Unki Jaan Se Zyaadah Maalik Hai Aur Uski Biwiyaa'n Unki Maaye'n Hai'n Aur Rishte Waale Allah Ki Kitaab Me'n Ek Doosre Se Zyaadah Qareeb Hai'n Ba Nisbat Aur Musalmaano'n Aur Muhaajiro'n Ke Magar Yeh Ke Tum Apne Dosto'n Par Koi Ahsaan Karo Yeh Kitaab Me'n Likha Hai.