Surah Surah Saba (34)
Ayah 14
Phir Jab Humne Uspar Maut Ka Hukm Bheja Jinno'n Ko Uski Maut Na Bataayi Magar Zameen Ki Deemak Ne Ke Uska Asa Khaati Thi Phir Jab Sulemaan Zameen Par Aaya Jinno'n Ki Haqeeqat Khul Gayi Agar Gaib Jaante Hote To Uss Khawaari Ke Azaab Me'n Na Hote.