Surah Surah Faatir (35)
Ayah 14
Tum Unhe'n Pukaaro To Woh Tumhaari Pukaar Na Sune'n Aur Bil Farz Sun Bhi Le'n To Tumhaari Haajat Rawa Na Kar Sake'n Aur Qayaamat Ke Din Woh Tumhaare Shirk Se Munkir Ho'nge Aur Tujhe Koi Na Bataayega Uss Bataane Waale Ki Tarah.