Surah Surah Zumar (39)
Ayah 6
Usne Tumhe'n Ek Jaan Se Banaaya Phir Usi Se Uska Joda Paida Kiya Aur Tumhaare Liye Chaupaayo'n Se 8 Jode Utaare Tumhe'n Tumhaari Maa'on Ke Pet Me'n Banaata Hai Ek Tarah Ke Ba'ad Aur Tarah Teen Andheriyo'n Me'n Yeh Hai Allah Tumhaara Rab Usi Ki Baadshaahi Hai Uske Siwa Kisi Ki Bandagi Nahee'n Phir Kahaa'n Phere Jaate Ho.