To Aye Mehboob Tumhaare Rab Ki Qasam Woh Musalmaan Na Ho'nge Jab Tak Apne Aapas Ke Jhagde Me'n Tumhe'n Haakim Na Banaaye'n Phir Jo Kuchh Tum Hukm Farmaado Apne Dilo'n Me'n Usse Rukaawat Na Paaye'n Aur Jee Se Maan Le'n.
Sureh Nisa - Ayah 65 with Kanzul Iman Urdu Translation | Sunni Islamic App