Surah Surah Haameem Sajdah (41)
Ayah 16
To Humne Unpar Ek Aandhi Bheji Sakht Garaj Ki Unki Shaamat Ke Dino'n Me'n Ke Hum Unhe'n Ruswaayi Ka Azaab Chakhaaye'n Duniya Ki Zindagi Me'n Aur Beshak Aakherat Ke Azaab Me'n Sab Se Badi Ruswaayi Hai Aur Unki Madad Na Hogi.