Aur Jab Isa Roshan Nishaaniyaa'n Laaya Usne Farmaaya Mai'n Tumhaare Paas Hikmat Lekar Aaya Aur Isliye Mai'n Tumse Bayaan Kardu'n Ba'az Woh Baate'n Jinme'n Tum Ikhtelaaf Rakhte Ho To Allah Se Daro Aur Mera Hukm Maano.
Surah Zukhruf - Ayah 63 with Kanzul Iman Urdu Translation | Sunni Islamic App