Surah Surah Muhammad (47)
Ayah 20
Aur Musalmaan Kehte Hai'n Koi Soorat Kyu'n Na Utaari Gayi Phir Jab Koi Pukhta Soorat Utaari Gayi Aur Usme'n Jihaad Ka Hukm Farmaaya Gaya To Tum Dekhoge Unhe'n Jinke Dilo'n Me'n Beemaari Hai Ke Tumhaari Taraf Uska Dekhna Dekhte Hai'n Jispar Murdani (Maut) Chhayi Ho To Unke Haq Me'n Behtar Yeh Tha.