Surah Surah Fatah (48)
Ayah 6
Aur Azaab De Munaafiq Mardo'n Aur Munaafiq Aurto'n Aur Mushrik Mardo'n Aur Mushrik Aurto'n Ko Jo Allah Par Bura Gumaan Rakhte Hai'n Unhee'n Par Hai Buri Gardish Aur Allah Ne Unpar Gazab Farmaaya Aur Unhe'n La'nat Ki Aur Unke Liye Jahannam Tayyaar Farmaaya Aur Woh Kya Hi Bura Anjaam Hai.