Surah An'aam (6)
Ayah 34
Aur Tumse Pehle Rasool Jhutlaaye Gaye To Unho'n Ne Sabar Kiya Uss Jhutlaane Aur Izaaye'n (Takleef) Paane Par Yahaa'n Tak Ke Unhe'n Hamaari Madad Aayi Aur Allaah Ki Baate'n Badalne Waala Koi Nahee'n Aur Tumhaare Paas Rasoolo'n Ki Khabre'n Aahi Chukee'n Hai'n.