Surah An'aam (6)
Ayah 92
Aur Yeh Hai Barkat Waali Kitaab Ke Hamne Utaari Tasdeeq Farmaati Un Kitaabo'n Ki Jo Aage Thee'n Aur Isliye Ke Tum Darr Sunaao Sab Bastiyo'n Ke Sardaar Ko Aur Jo Koi Saare Jahaan Me'n Uske Gird Hai'n Aur Woh Jo Aakherat Par Imaan Laate Hai'n Iss Kitaab Par Imaan Laate Hai'n Aur Apni Namaaz Ki Hifaazat Karte Hai'n.