Surah Surah Talaaq (65)
Ayah 4
Aur Tumhaari Aurto'n Me'n Jinhe'n Haiz Ki Ummeed Na Rahi Agar Tumhe'n Kuchh Shak Ho To Unki Iddat Teen Maheene Hai Aur Unki Jinhe'n Abhi Haiz Na Aaya Aur Hamal Waaliyo'n Ki Mi'aad Yeh Hai Ke Woh Apna Hamal Jan (Paida Kar) Le'n Aur Jo Allah Se Dare Allah Uske Kaam Me'n Aasaani Farma Dega.