Surah A'araaf (7)
Ayah 138
Aur Hamne Bani Israa'eel Ko Dariya Paar Utaara To Unka Guzar Ek Aisi Qaum Par Huwa Ke Apne Buto'n Ke Aage Aasan Maare The Bole Aye Moosa Hame'n Ek Khuda Bana De Jaisa Unke Liye Utne Khuda Hai'n Bola Tum Zaroor Jaahil Log Ho.