Surah A'araaf (7)
Ayah 172
Aur Aye Mehboob Yaad Karo Jab Tumhaare Rab Ne Aulaade Aadam Ki Pusht Se Unki Nasal Nikaali Aur Unhe'n Khud Unpar Gawaah Kiya Kya Mai'n Tumhaara Rab Nahee'n Sab Bole Kyu'n Nahee'n Ham Gawaah Huwe Ke Kahee'n Qayaamat Ke Din Kaho Ke Hame'n Iski Khabar Na Thi.