Surah A'araaf (7)
Ayah 26
Aye Aadam Ki Aulaad Beshak Hamne Tumhaari Taraf Ek Libaas Woh Utaara Ke Tumhaari Sharm Ki Cheeze'n Chhupaaye Aur Ek Woh Ke Tumhaari Aaraa'ish Ho Aur Parhezgaari Ka Libaas Woh Sabse Bhala Yeh Allaah Ki Nishaaniyo'n Me'n Se Hai Ke Kahee'n Woh Naseehat Maane'n.