Surah A'araaf (7)
Ayah 28
Aur Jab Koi Be Hayaayi Kare'n To Kehte Hai'n Hamne Ispar Apne Baap Daada Ko Paaya Aur Allaah Ne Hame'n Iska Hukm Diya To Farmaao Beshak Allaah Be Hayaayi Ka Hukm Nahee'n Deta Kya Allaah Par Woh Baat Lagaate Ho Jiski Tumhe'n Khabar Nahee'n.