Surah A'araaf (7)
Ayah 32
Tum Farmaao Kisne Haraam Ki Allaah Ki Woh Zeenat Jo Usne Apne Bando'n Keliye Nikaali Aur Paak Rizq Tum Farmaao Ke Woh Imaan Waalo'n Keliye Hai Duniya Me'n Aur Qayaamat Me'n To Khaas Unhee'n Ki Hai Ham Yoohee'n Mufassal Aayate'n Bayaan Karte Hai'n Ilm Waalo'n Keliye.