Surah A'araaf (7)
Ayah 33
Tum Farmaao Mere Rab Ne To Be Hayaa'iyaa'n Haraam Farmaayi Hai'n Jo Unme'n Khuli Hai'n Aur Jo Chhupi Aur Gunaah Aur Na Haq Zyaadati Aur Yeh Ke Allaah Ka Shareek Karo Jiski Usne Sanad Na Utaari Aur Yeh Ke Allaah Par Woh Baat Kaho Jiska Ilm Nahee'n Rakhte.