Surah A'araaf (7)
Ayah 40
Woh Jinho'n Ne Hamaari Aayate'n Jhutlaayee'n Aur Unke Muqaabil Takabbur Kiya Unke Liye Aasmaan Ke Darwaaze Na Khole Jaaye'nge Aur Na Woh Jannat Me'n Daakhil Ho'n Jab Tak Sooyi Ke Naake Oo'nt Na Daakhil Ho Aur Mujrimo'n Ko Ham Aisa Hi Badla Dete Hai'n.