Surah A'araaf (7)
Ayah 43
Aur Hamne Unke Seeno'n Me'n Se Keene Khee'nch Liye Unke Neeche Nehre'n Bahe'ngi Aur Kahe'nge Sab Khoobiyaa'n Allaah Ko Jisne Hame'n Iski Raah Dikhaayi Aur Ham Raah Na Paate Agar Allaah Na Dikhaata Beshak Hamaare Rab Ke Rasool Haq Laaye Aur Nida Huwi Ke Yeh Jannat Tumhe'n Meeraas Mili Sila Tumhaare A'amaal Ka.