Surah A'araaf (7)
Ayah 53
Kaahe Ki Raah Dekhte Hai'n Magar Uski Ke Iss Kitaab Ka Kaha Huwa Anjaam Saamne Aaye Jiss Din Uska Bataaya Anjaam Waaq'e Hoga Bol Uthe'nge Woh Jo Use Pehle Se Bhulaaye Baithe The Ke Beshak Humaare Rab Ke Rasool Haq Laaye The To Hai'n Koi Humaare Sifaarishi Jo Humaari Shafa'at Kare'n Ya Hum Waapas Bheje Jaaye'n Ke Pehle Kaamo'n Ke Khilaaf Kaam Kare'n Beshak Unho'n Ne Apni Jaane'n Nuqsaan Me'n Daalee'n Aur Unse Khoye Gaye Jo Bohtaan Uthaate The.