Surah A'araaf (7)
Ayah 57
Aur Wohi Hai Ke Hawaaye'n Bhejta Hai Uski Rehmat Ke Aage Muzdah Sunaati Yahaa'n Tak Ke Jab Utha Laaye'n Bhaari Baadal Hamne Use Kisi Murdah Shaher Ki Taraf Chalaaya Phir Usse Paani Utaara Phir Usse Tarah Tarah Ke Phal Nikaale Usi Tarah Ham Murdo'n Ko Nikaale'nge Kahee'n Tum Naseehat Maano.