Surah A'araaf (7)
Ayah 86
Aur Har Raaste Par Yoo'n Na Baitho Ke Raahgeero'n Ko Daraao Aur Allaah Ki Raah Se Unhe'n Roko Jo Uspar Imaan Laaye Aur Usme'n Kaji Chaaho Aur Yaad Karo Jab Tum Thode The Usne Tumhe'n Badha Diya Aur Dekho Fasaadiyo'n Ka Kaisa Anjaam Huwa.